Barat uski b saji thi, maiyat meri b uthi thi.


Barat uski b saji thi, maiyat meri b uthi thi.
fark bas itna tha k vo jindgi banane ja rha tha or me jindgi 6odke ja rhi thi.

vo ghodi par ja rha tha, me kisi ke kandho par ja rhi thi,
fark bar itna tha k vo milne ja rha tha or me usko 6odke ja rhi thi.

log vha b the, log yaha b the,
fark bas itna tha k vha par khusi thi or yaha khamoshi thi.

kaji vha b tha, maulvi yaha b tha.
fark bus itna tha k usko kisi se milaya ja rha or muje dafnaya ja rha tha.