Kabhi Alvida Na Kehna _ Title
Tum Ko bhi hai Khabar
Mujhoko bhi hai pata
Hora ha hai juda
dono ka rasta
dur jake bhi mujhse
tum meri yaadon mein rehna
(kabhi alvida na kehna) - 3
Tum Ko bhi hai Khabar
Mujhoko bhi hai pata
Hora ha hai juda
dono ka rasta
dur jake bhi mujhse
tum meri yaadon mein rehna
(kabhi alvida na kehna) - 3
jitni thi khushiyan
sab kho chuki hai
bas ek gam hai ki jata nahi
samjha ke dekha
behla ke dekha
dil hai ke chain isko aata nahi
aata nahin
aasun hai ke ke hai angare
aag hai ab aankhon se behna
kabhi alvida na kehna - 3
rut aa rahi hai
rut ja rahi hai
dard ka mossam badla nahi
rang yeh gaam ka
itna hai gehra sadiyon bhi hoga halka nahi
halka nahi
kaun chahe kya hona hai
hum ko hai ab kya kya sehna
kabhi alvida
kabhi alvida na kehna - 2
Tum Ko bhi hai Khabar
Mujhoko bhi hai pata
Hora ha hai juda
dono ka rasta
dur jake bhi mujhse
tum meri yaadon mein rehna
(kabhi alvida na kehna) - 5